Youtube Se Rupay Kamane Ka Tarika

Computer Ki Ram Kaise Badhaye 16 GB Tak Easy Step

Hello dosto,Mai aapko aaj batane wala hu computer ki ram kaise badhate hai 16 GB Tak.Bhut sare logo ka sawal hota hai mera computer kafi slow chalta hai.Slow computer ka karun hota hai computer ki ram kam hoti hai,Ram kam hone ke karun computer ki speed kam ho jati hai.Is post me mai aapko bataunga ki apne computer ki ram 16 GB Tak kaise badhaye.


Computer ki ram ko badhane ke liye hame computer ki viral memory ko badhana jaruri hai.Waise aap pen drive se bhi computer ki ram ko badha sakte hai.To chaliye dekhte hai computer ki ram kaise badhate hai.

Computer Ki Ram Kaise Badhaye


 
Computer ki ram badhane ke bare me bat karne se pahle mai aapko ram ke bare me kuch batane wala hu jaisa ki ram kya hai.

Computer Ram Kya Hai

Ram ka pura name Random Access Memory Hota hai.Ram ek memory jaisa hota hai.Jo ham kuch bhi application ko install karte hai wo space ram le leta hai.Ram ka data thori dher tak chalata hai.Jaisa he ham apne computer ko off karte hai sabhi dala off ho jata hai.Jitna jaida ram hoga ham utna hard application ko apne computer me run kar sakte hai.

Computer ki ram kar hone par jab aap koi software ko install karte hai to aapka computer kafi slow ho jata hai to  iske liye hame computer ki ram ko badhana bhut jaruri hota hai


 Computer Me Ram Ko Kaise Badhaye

Ram ko badhane ke liye aap hamari step ko follow kare.

Step 1. Sabse pahle aap computer par right click kare,Our properies par click kare.
Computer-Ki-Ram-Kaise-Badhaye
Step 2.  Ab aap advenced system setting par click kare.
Step 3 . Ab Advenced Par click kar,Setting par click kare.
Computer-Ki-Ram-Kaise-Badhaye
Step 4. Ab fir Advenced par click kar change par click kare.
Computer-Ki-Ram-Kaise-Badhaye
Step 5. Ab ek window open hoga.
Computer-Ki-Ram-Kaise-Badhaye
1. Sabse pahle upar me jo tik laga hai use hata de.

2. Ab niche coustom size slect kare,Our jitna memory chahte hai wo select kare.

3. Last me ok ki button ko press kare.

Ab ho gya to dosto aap is tarah apne coputer ki ram ko badha sakte hai.Ye tricks sabhi opreting system window 7,Window 8,Window 10 Me ka karta hai.

टिप्पणियाँ