- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
PHONE ME STYLE FONT WRITING ME KAISE LIKHE
apne phone me style me writing me kaise likh skate hai. or apne dosto ko kaise jhataka de skate hai,
Dosto mai Braj kishor Prajapati Aap logo ko ye batane ja Raha Hu ki aap Apne Android Phone Me Fancy Style Me Aalag Alag Writing me Koi Bhi Word Kaise Likhe Designee Me
Fancy key ka fayada
fancy ki ka ye fayada hai ki aap apne mobile me bahut se writing me. alaga alag writing me likh skate hai. waise aap aaj kal whats app par dekhate hi honge ki Whats app Group me baht se aise log mil jate honge ki jo kisi dusre style me likhte hai. ro hm log ghabara jate hai ki ye kaisa likh raha hi bahut achha lag raha hai. iski writing. to dosto ghabare ki koi bat nhi hai aap bhi aise hi bahut se writing me aap bhi likh skate hai.
Also read - Android ke important code
Fancy key ko install kaise kare
- uske liye apko sabase pahale install karan hoga app ko to aap pahale play store me fancy key search kar ke install kar sakte hai. aya agar aap yahi se install karana chahte hai to aap yaha se bhi kar skate hai niche Download par click kar ke kar le
- ab aap install kar chuke honge to ab aap use open kare jaisa ki mai pic me diya hu jaha open likha hai open kare
- ab app ko open kare jab aap open karege to apko aisa dikhega jais mai niche dikhaya hu.
- apko is me ab key board ready karna hai jais ki mai niche apana keyboard ready kiya hu.
- ab aapko is app ke menu me jakar aap theme ko download bhi kar skate hai ya bana bh skate hai.
- aap Languages me jakar koi bhi Bhasa ko download kar ke use kar skate hai upar jo picture me red box me diya gaya hai.
- agar aap chahae to Settings me jakar bahut se changes kar skate hai apne key board me,
- aap cahahe to apna man chaha key board ready bhi kar skate hai. jaisa apko pasand ho oar aap ye aap se dusro ko chuka sakate hai apane font ko badal kar, aap ise whats app par use kar skate hai . or aise bahut se app hai, jis par aap is key board ka use kar skate hai
- लिंक पाएं
- X
- ईमेल
- दूसरे ऐप
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें